Meri zindagi se bani nahin
Koi zindagio per karey yaqeen
Mujhey zindagi pe yaqeen nahin
Yeh safar bhi kaisa safar hua
Main kabhi kahin tou kabhi kahin
Mujhey jis sanam ki talash thi
Woh mila magar meraa nahin
Main woh raat hoon jo katti nahin
Main woh baat hoon jo bani nahin
Mujhey zindagi ki dua na do
Meri zindagi se bani nahin
